Skip to main content

Mir Hasan Mir - 2020-2021 All Lyrics | Hussain Ruk Jao

Mir Hasan Mir - 2020-2021 Complete Noha Lyrics in Urdu Hussain Ruk Jao 

Labaik Allahuma Labaikh
Labaik Allahuma Labaikh
Labaik Allahuma Labaikh

Hussain Ruk Jao
Hussain Ruk Jao
Hussain Ruk Jao

Sadayain Daita Hai Kaaba Hussain Ruk Jao
Sadayain Yeh Daita Hai Kaaba Hussain Ruk Jao

Na Badlo Hajj Ka Irada
Hussain Ruk Jao

Tum Apne Jad Makaan Main Ho Bai Darar Nahi
Hussain Mujhko Zamane Ka Aitebar Nahi
Hai Sath Sani e Zehra
Hussain Ruk Jao

Tumharay Paon Pakarti Hai Sar Zameen e Haram
Khuda Kay Wastay Agai Na Ab Barhao Qadam
Na Jao JanIb e Kufa
Hussain Ruk Jao

In Hajio Ki Zara Bhi Nahi Hai Fikr Mujhay
Hai Bas Yeh Fikr Kay Gar Ap Mujh Ko Chor Gaye
Mera Bhi Hajj Nahi Hoga 
Hussain Ruk Jao

Kaho Rabab Say Baisheer Ko Bhi Lai Ao
Ali Ki Tarha Yahan Par Maqeem Hojao
Tumhara Bacha Hai Chota
Hussain Ruk Jao

Ali Ko Qaidi Banaya Gaya Madine Main
Suna Hai Bibi Ko Mara Gaya Madine Main
Arey Sunao Gurbat e Zehra 
Hussain Ruk Jao

Karaingain Jashan Kay Yom e Ameer Hai Nazdeek
Ghareeb e Zehra Na Jao Ghader Hai Nazdeek
Parhain Mil Kay Qasida
Hussain Ruk Jao

Suna Hai Karbola Main Bala Ki Garmi Hai
Tumhai Pata Hai Isay Kitni Pyas Lagti Hai
Hai Sath Bali Sakina 
Hussain Ruk Jao

Laeen Phirtay Hain Ahraam Main Liye Khanjer
Tum Apni Behno Ko Lai Ao Kaabe Kay Andar
Har Ek Simt Hai Khatra 
Hussain Ruk Jao

Jo Guzri Tum Pay Musibat Unhai Suna Dai
Samajh Kay Marqad e Zehra Diya Jala Daina
Yahin Hai Qabr e Khadija 
Hussain Ruk Jao

Unhai Khabar Hai Na Chorain Gi Tum Ko Wo Tanha 
Tumhari Maa Say Ziada Chala Nahi Jata
Hai Un Ka Phelu Shikasta 
Hussain Ruk Jao
 
Wo Gham Imam Ka Sajjad Kis Tarah Likhai
Nikal Kay Makkah Say Kitna Hussain Roye Thay
Bulata Reh Gaya Kaaba
Hussain Ruk Jao

Mir Hasan Mir - 2020-2021 All Lyrics  Hussain Ruk Jao


Popular posts from this blog

Maawan Karbala Diyan Maawan Noha Lyrics Mir Hasan Mir 2021

 Maawan Karbala Diyan Maawan Noha Lyrics Mir Hasan Mir 2021 Jado hoyi manshaa khaaliq di.. Karbal nu arsh banavaaa Likhe baadi nam bahatraa de.. Rab likhiya pehle maawaa Maaawaa karbala diyaa maawaa(×4) Putraan diyaan laashan de tukray raaiyaan labdiyaaa wich sehrawan... Maaawaa karbala diyaa maawaa(×4) Sabar de maalik choon Sain Laila Aaakay Izn jay dewin te Main Sabr di sanjh che Akbar de seene choon sangh hatawan... Maaawaa karbala diyaa maawaa(×4) Aakey maa Qasim di maa tey Ahsan karein Daer taein larda rawin Tere Tukray mutabiq wadhniyaan ne mere veer Hussain di sanwaan.. Maaawaa karbala diyaa maawaa(×4) Jado Qaidi hoke langiyaan maqtal choon wain Zainab kitaa Laashan wal mawaan na wekhan kitay ruk na jawaan sanwaan... Maaawaa karbala diyaa maawaa(×4) Ro ke har maa ahyo kaindi rayi shaamiyaan nu bhawein durray maro Bas de do ijazat wich sehra mei putar di Qabar banawan.. Maaawaa karbala diyaa maawaa(×4) Sain Zainab ne kehya khol Abid akhiyaan jay te sanwaan rukiyaan Mainu shaa...

Noha Lyrics All Profiles

Noha Lyrics All Profiles https://www.behance.net/nohalyrics https://www.nairaland.com/nohalyrics https://www.quora.com/profile/Noha-Lyrics-1 https://cart-help.com/user/5917-nohalyrics/ https://xenforo.asia/members/nohalyrics.822/ https://500px.com/p/nohalyrics5?view=photos https://www.flickr.com/photos/191363550@N02/ https://disqus.com/by/nohalyrics/ https://www.ted.com/profiles/25108616 https://soundcloud.com/user-923109143 https://www.goodreads.com/user/show/126037845-nohalyrics https://visual.ly/users/nohalyrics5/portfolio https://github.com/nohalyrics https://www.codecademy.com/profiles/nohalyrics6542078333 https://www2.slideshare.net/NohaLyrics https://www.gta5-mods.com/users/nohalyrics https://tune.pk/user/nohalyrics/about https://www.scoop.it/topic/noha-lyrics-2021/p/4122571799/2021/01/06/noha-lyrics https://speakerdeck.com/nohalyrics https://www.mixcloud.com/nohalyrics/ https://mix.com/nohalyrics https://about.me/newnohalyrics https://m.108game.com/4Yd https://www.minds.com/noh...